A beautiful Naath lyrics
Tumhara naam musibat me jab liya hoga
humara bigda huwa kaam ban gaya hoga
khuda ka lutf huwa hoga dastageer zaroor
jo girte girte tera naam le liya hoga
kisi ke paaon ki bedi ye kaat te honge
koi aseer e gham unko pukarta hoga
kisi taraf se sada aayegi huzoor aao
yahi to dum me gareebon ka faisla hoga
azeez bacche ko maa jis tarah talaash kare
khuda gawah hai yahi haal aapka hoga
kahenge aur nabi izhabu ila ghairihi
mere huzoor ke labh par ana laha hoga
mai unke dar ka bhikaree hoon fazl e maola se
hasan faqeer ka jannat me bistara hoga
humara bigda huwa kaam ban gaya hoga
khuda ka lutf huwa hoga dastageer zaroor
jo girte girte tera naam le liya hoga
kisi ke paaon ki bedi ye kaat te honge
koi aseer e gham unko pukarta hoga
kisi taraf se sada aayegi huzoor aao
yahi to dum me gareebon ka faisla hoga
azeez bacche ko maa jis tarah talaash kare
khuda gawah hai yahi haal aapka hoga
kahenge aur nabi izhabu ila ghairihi
mere huzoor ke labh par ana laha hoga
mai unke dar ka bhikaree hoon fazl e maola se
hasan faqeer ka jannat me bistara hoga
تبصرے
ایک تبصرہ شائع کریں