Hadith
Hadith
· Hazrath Abu Huraira R.A. ka bayaan
hai ke Khuda ke rasool S.A.W. ne Farmaya “beshak Allah tumhari suraton aur
shaklaon ko nahi dekhta aur naa tumhare maal wo daulat ko dekhta hai. Balke wo
tumhare dilon yaane neeyaton ko aur
tumhare aamaal ko dekhta hai”
تبصرے
ایک تبصرہ شائع کریں